ASSALAM O ALAIKUM Fatima (R.A) ki Maut k wafat k baad jab raat ko apka janaza qabr me utara gaya tu hzrt. Abu Zar Gaffari(R.A) Apne josh-e-gham me qabr se qitab krke frmane lage” aye qabr tujhe maloom b hi k hum kiska janaza lekar aye hain? Ye beti hi Rasoolallah(s) ki, ye biwi hain hzrt. Ali (R.A) ki, walida hain hzrt. Hasan wa hussain (R.A) ki, ye Fatima (R.A) hain, Jannat ki khwateen ki sardar hain” Qabr se awaz aayi” aye Abu Zar(R.A) Qabr hasb, nasb bayan krne ki jagah nahi, yahan tu sirf naik amal ka zikr hi” yahan wahi aram, rahat payega jiske aamal ache honge jo sache Dil se ALLAH aur Rasool(s) k farman per pore utrenge.Huzoor(s) ne hazrt Fatima (R.A) se farmay “aye meri payari beti! Khud naik amal karo, kabhi iss khayal mein na rahna ke main Muhammad (s) ki beti hoon aur baqshi jaungi”. Allah-hu-Akbar!
Pages
Labels
Blog Archive .fast to see
NOTE
My Life
Dear World :)
As-salamu alaykum / Hi worldI'm Shoaib ahamed ,Traveller.
ALLAH KNOWS BEST.
email me:
shoaibsam.blogspot@gmail.com
No comments:
Post a Comment