Shoaib Here For Dare Dreams. This is the point from which I could never return,And if I back down now then forever I burn,This is the point from which I could never retreat Cause If I turn back now there can never be peace,This is the point from which I will die and succeed,Living the struggle, I know I'm alive when I bleed,From now on it can never be the same as before,Cause the place I'm from doesn't exist anymore. Fight for Peace.spread love..Religion is for Humanity.if Humanity is not there,no religion is there.. Wings Of Fire: July 2009

Blog Archive .fast to see

NOTE


My Life

Dear World :)

As-salamu alaykum / Hi world

I'm Shoaib ahamed ,Traveller.

Facebook

x

Youtube

Google circle

Instagram

Myspace

Tumblr


ALLAH KNOWS BEST.
email me:
shoaibsam.blogspot@gmail.com

Tuesday, July 21, 2009

when love ends.we want peace...love world.love human..















Terrorism is a violence against life. Whether one kills a single person or a billion, all of them are anti-life. Neither shd we accuse nor defend any religion in this regard. In fact if all of us stop associating any religion with terrorism and if all religious heads start condemning and taking action terrorism then only there would be hope for a terror free world.please stop bomb blastsThe Values of the Qur'an demands Goodness, Justice and Peace Terror, in its broadest sense, is violence committed against non-military targets for political purposes. To put it in another way, the targets of terror are entirely innocent civilians whose only crime is, in the eyes of terrorists, to represent "the other". This is an act bereft of any moral justification. This, as in the case of murders committed by Hitler or Stalin, is a crime committed against "mankind". The Qur'an is a book revealed to people as a guide to the true path and in this Book, God commands man to adopt good morals.
email me: shoaibsam.blogspot@gmail.com

Saturday, July 18, 2009

DIL badaldeh



Badal de Dil ki duniya dil badal dayMera Ghaflat mein dooba dil badal dayHawa-o-Hirs wala dil badal dayMera Ghaflat mein dooba dil badal dayBadal de Dil ki duniya dil badal dayKhudaya Fazl farmaa dil badal dayGunah gaari main kab tak Umr kaatounBadal day Mera rasta dil badal daySunoun Main naam Tera dharkanon MainMaza aajaye Maula dil badal dayHataaloun aankh apni Maa-siwa sayJiyoun Mein Teri khatir dil badal dayKaroun Qurbaan Apni Saari KhushiyaanTu apna ghum ata kar dil badal daySehal farmaa musalsal yaad apniKhudaya Reham farmaa dil badal dayPara houn Teray dar par dil shikastaRahoun kyu dil shikasta dil badal dayTera hojaoun itni arzoo hayBas itni hay tamanna dil badal dayMeri faryaad sunlay Meray MaulaBanalay apna banda dil badal dayTera hojaoun itni arzoo hayBas itni hay tamanna dil badal dayMeri faryaad sunlay Meray MaulaBanalay apna banda dil badal dayDilay magmoom ko masroor kardayDil-e-be noor ko purnoor kardayFaroza dil mein sham-e-toor karday 
email me: shoaibsam.blogspot@gmail.com

QABR



ASSALAM O ALAIKUM  Fatima (R.A) ki Maut k wafat k baad jab raat ko apka janaza qabr me utara gaya tu hzrt. Abu Zar Gaffari(R.A) Apne josh-e-gham me qabr se qitab krke frmane lage” aye qabr tujhe maloom b hi k hum kiska janaza lekar aye hain? Ye beti hi Rasoolallah(s) ki, ye biwi hain hzrt. Ali (R.A) ki, walida hain hzrt. Hasan wa hussain (R.A) ki, ye Fatima (R.A) hain, Jannat ki khwateen ki sardar hain” Qabr se awaz aayi” aye Abu Zar(R.A) Qabr hasb, nasb bayan krne ki jagah nahi, yahan tu sirf naik amal ka zikr hi” yahan wahi aram, rahat payega jiske aamal ache honge jo sache Dil se ALLAH aur Rasool(s) k farman per pore utrenge.Huzoor(s) ne hazrt Fatima (R.A) se farmay “aye meri payari beti! Khud naik amal karo, kabhi iss khayal mein na rahna ke main Muhammad (s) ki beti hoon aur baqshi jaungi”. Allah-hu-Akbar!

Friday, July 17, 2009

ALLAH KI REHMAT


 السلام عليكم ورحمة الله

Bandah Rotah hai toh Arsh-e-illahihil jata hai.Bandah ke tadapne se ALLAH ka gajab ALLAH ki rehmat me badaljati hai.HuM kamjor hai,,Hamare imaan se,,naik aamal se gunah se nahi bach sakengeh,iss lieh ALLAH ke noor se ,unki mohabbat ka noor se hamare dil pe padeh toh hi hum gunah se bachenge kyunke NAFS bukha shair hai..jab hum gaflat me chalejayengeh woh hum ko gunah me daldetah hai..BADON SE SUNA HAI KE "jahannam khud kahegi ke jahannamiyon ko jalkeh bhi jahannam ka pet nahi bartah toh jahannam ALLAH se puche gi muje bOOKH hai ..toh ALLAH ke noor ki tajalli se jahannam ka BOOKH mitjata hai..isi liye HAMARE dil ALLAH ke noor ki tajjali se hi GUNAH se bach saktehai..ALLAH HAMEH MOHABBAT KAREH.JoH TerA DiL todeh uss ka DiL JOdoH..khUd ko BuraH Samjoh.Doosro Ko Achha Samjoh..Geebat Ki touba nahi,Kyunke Insaan Gunah karke Kabi touba karleta Hai ..Kisi ka Dil Todnah Kabeh ko pattar se 70 Martab podneh par itna Gunah Nahi Jitna Momin ka Dil TodNeh par Gunah Hai..Maa baap ka pyaar hi Hamari Takdeer achi Banti Hai.. ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥